Skip to main content

Posts

Showing posts from July, 2017

Pradhan Mantri Mudra Yojana Loan Kaise Milta hai मुद्रा योजना के तहत लोन कैसे प्राप्त करें

How To Apply for Bank Loan Under Pradhan Mantri Mudra Yojana in Hindi– मुद्रा योजना के तहत लोन कैसे प्राप्त करें Pradhan Mantri Mudra Yojana ka details mai meaning " MICRO UNITS DEVELOPMENT REFINACE AGENCY " hota hai. Yeh benificial yojana ki starting 8 April 2015 ko ki gayi thi.  MUDRA YOJANA  ko Pradhan Mantri Mudra Yojana ke naam se bhi jana jaata hai aur Mudra Yojana ki official website -  http://www.mudra.org.in/ India ke small aur medium size ke business ki financial needs ko pura karne ke liye Indian Government ne Pradhan Mantri Mudra Yojana (PMMY) ki shuruat ki hai. Yadi koi bhi apna Business start karna chahta hai yaa phir current business ko aage badhana chahta hai, to wo nornally BANK LOAN ke liye apply kar sakta hai. Lekin BANK LOAN ki process kafi badi hai aur guarantee lene wale ki need padti hai es karan mostly log BANK LOAN nahi le paate hai aur apna business properly grow nahi kar pate hai. Isi bat ko dekhate huye Bharat Sarkar ne SMALL BUSINESSES ko b

Google Plus Account Delete Kaise Kare in Hindi by OMG Hindi

How To Delete Google Plus Account Without Deleting Gmail Account ? Jaisa ki aap sabhi jante hai ki jaise he aap Google mai aap Gmail ka account banate hai to Google aapko aur bhi kai services offer karta hai. For Example - Google Plus, Youtube, Gmail, etc aisi bahut sari services hai. Google Plus bhi Facebook aur Twitter ke jaise he bahut bada Social Networking website hai aur kafi jyada use bhi hota hai. What is Google Plus:- Google plus ek social network hai jo ki social media websites ke andar aata hai aur Google Plus ka use bahut he jyada hota hai. Google plus ke andar aap COLLECTIONS bana sakte ho. Google Plus ke andar aap COMMUNITIES bana sakte hai. Google Plus mai aap EVENTS create kar skate ho. Google Plus mai aap FRIENDS bana sakte ho unhe aap apne CIRCLE mai add kar sakte ho. Google plus mai aap apni POST share kar sakte ho Google Plus mai aap LIKE, SHARE, COMMENT kar sakte ho.   Yadi aap Gmail Account rakhna chahte hai but aap apne Gmail Account se ju

What is GST - Goods And Service Tax in Hindi

Goods and Service Tax in Hindi - GST Kya Hai - GST Bill Explained in Hindi GST ka fullform Goods and Service Tax hota hai. Yadi aap GST ke bare mai janana chahte hai to please aap mera GST ka video dekhe. GST Kya hai Video Article Source :-  Goods and Service Tax in Hindi