100% vegetarian Postik Restaurant, jo ki Chandigarh mai banaya gaya hai
Made in India products ka he use karna chahiye Baba Ramdev ki soch rahi hai.
Baba Ramdev duniya ke sare barnds ko deshi option dete aa rhe hai for example patanjali dant kanti, patanjali aata, pantanjali ghee etc.
Jaisa ki aap sabi log jante hai ki aaj ki date mai Patanjali charo taraf se ek safal company hai. To Baba Ramdev ab Restaurant ki duniya mai apna kadam rakh diya hai aur unhone apna pahla restaurant Chandigarh ke pas Zirakpur mai open kiya hai
Comments
Post a Comment