Skip to main content

Posts

Showing posts with the label banking

Sukanya Samriddhi Yojana Account Open Kaise kare

Dosto aaj mai aapko ek aisi yojana ke bare mai batane jaa raha hu jise sunkar aapka dil khush ho jayega. Yadi aapke ghar beti (girl child) born hui hai to aapko tension lene ki jarurat nahi hai Indian Government ne  Sukanya Samriddhi Yojana  ki shuruaat (start) ki hai. Sukanya Samriddhi Yojana (SSY) ka yadi aap benifit lena chahte hai to aapki beti ki age 1 month se 10 years ke ander honai chahiye. Pradhan Mantri Modi ji ne Beti bachao Beti Padhao ko dhyan (consider) mai rakhate huye Sukanya Samriddhi Yojana (SSY) ki shuruaat ki hai What is Sukanya Samriddhi Yojana(SSY) ? Sukanya Samriddhi Yojana (SSY)  – ek Small deposit Scheme hai jise Indian Government ne Beti Bachao, Beti padhao ko badhawa (increase) krne ke liye shuru kiya gaya hai. SSY Scheme mai aapko 9.1% ka interest diya jaata hai aur aapko Income Tax mai bhi rahat (rebate) diya jaata hai. How to Open Account in Sukanya Samriddhi Yojana Yadi aapki Beti (baby child) ki age 10 years se ka...

Public Provident Fund PPF Account Open Kaise karte hai

Public Provident Fund  ek Saving Scheme jisme aap apna paisa (money) save kar sakte hai jo aapke future mai use aayega. To aaj hum aapko PPF Scheme kya hota hai aur iska labh (benifit) kaise le sakte hai batane jaa raha hu. Yadi aap  Public Provident Fund PPF Scheme  ke bare mai janna chahte hai to please es post ko pura padhe. What is PPF – Public Provident Fund Public Provident Fund (PPF)  ek saving scheme hai jisme aap apna paisa (money) ek nischit (certain) time ke liye jama kar sakte hai aur timeline pure hone ke bad aap interest ke sath apna paisa (money) wapis (return) le sakte ho. PPF Saving Scheme ek praker (type) ki Tax saving scheme hai iska matlab isme aapko koi Income Tax nahi dena hoga. Aap Government Bank, Non Government Bank, Post Office, mai  PPF Account  khulwa (open) sakte hai. Yadi aapka kisi bhi BANK mai SAVING ACCOUNT hai to aap PPF apne khate (account) ke sath khol (open) sakte hai. Aur yadi aapke pas koi bhi Saving Ac...