Skip to main content

Posts

Showing posts with the label mukhyamantri-samoohik-vivaah-yojana

Mass Marriage Scheme for Couples Uttar Pradesh in Hindi

UP Mukhyamantri Samoohik Vivaah Yojana – Mass Marriage Scheme for Couples (मुख्यमंत्री सामूहिक विवाह योजना उत्तर प्रदेश – नवविवाहितों को 35000 रुपये की सहायता) Uttar Pradesh Government ne  Mukhyamantri Samoohik Vivaah Yojana  ki shuruat (start) ki hai. Jisme sabhi nav bivahit (newly married) jode (couples) ko Rs.  35,000  ki financial sahayata (help) pradan (provide) ki jayegi. Uphar (gift) mai NEW MOBILE PHONE aur kuch gharelu saman (daily used things) pradan kiya jayega. Mukhyamantri Samoohik Vivaah Yojana ka structure uttar pradesh ke SAMAJ KALYAN VIBHAG (social welfare department) ne taiyar (prepare) kiya hai. Es yojana ka mukhya (main) objective financially poor logo ko help karna hai. Mukhyamantri Samoohik Vivaah Yojana ko State Cabinet ne approve kiya hai. Jaise he Yojana ki rooprekha (contours) taiyar ho jayegi, scheme ko start kar diya jayega. State Government ek simit (committee) ka nirman (form) karegi joki actual labharthi jodo (couple beneficiari...