Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2017

How To Link Aadhaar Card To Mobile Number in Hindi

How To Link Your Aadhaar Card To Mobile Number To Keep It Active in Hindi How To Link Your Aadhaar Card To Mobile Number in Hindi – Hello Friends Jaisa ki hum sabhi log mostly Airtel, Idea, vodafone yaa BSNL ki sim use karte hai. Aap sabhi logo ke pas ek messge aaya hoga - "To link your Aadhaar Card with your Mobile Number" Otherwise aapka number aapke operators dwara band kar diya jayega. Mostly People ka yahi question hai ki  Why To Link The Aadhaar Now?  to dosto aapko es post mai bataunga ki aap Aadhaar Card to Mobile number se kaise link karoge aur kya kya process hai KYC ke dwara apne sim ko aadhaar card se link karne ke liye. Aadhaar Is Mandatory Now For SIM Card The Department of Telecommunication (DOT)  ne sabhi Indian Telecom Operators ko nirdeshit kiya hai ki sare mobile numbers aadhar card se link hone chahiye. Airtel And Idea ne pahle he apne customers ko message send karna shuru kar diya hai ki  To Link Your Aadhaar Card With Mobile Number aur baki

How to link or Connect Youtube Channel to Facebook Fan Page in Hindi

Youtube Channel ko Facebook Fan Page se kaise jode ? Youtube Channel ko Facebook Fan Page se link karne ke kya fayde hai aapko batane jaa raha hu. Yadi aap YOUTUBE mai Video banate ho to aap chahte hoge ki aapke achche views bhi aaye to dosto yadi aap apne Youtube channel ko Facebook Business Page se add kar dege to aapke views bhi automatically increase hoge. How to add Youtube Channel to Facebook Business Page in Hindi? Youtube Channel ko Facebook page se add karne ke liye aapke pas do cheeje honi chaiye Facebook Page Youtube Channel Steps How to Connect/ Link Youtube Channel to Facebook Fan Page? Sabse pahle aapko Facebook Profile mai login hona hai. Note:- Jab aap Facebook mai login ho rahe ho to aapko ek bat ka dhyan rakhna hai ki Facebook ka page aapki usi Facebook Profile se bana hona chahiye yaa aap us Facebook Page ke admin ho. 2. Facebook Profile mai login karne ke bad aapko Facebook Search bar mai "YOUTUBE TAB" type karke search karna hoga. aur phir a

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana - Ujjwala Yojana mai Gas Connection Apply Kaise kare

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana Kya hai Prime Minister Shri Narendra Modi ji ne Pradhan Mantri Ujjwala Yojana ki shuruaat ki hai jisme free mai Gas ke connection provide kiye jaa rahe hai. Es yojana ke tahat 50000000  garib mahilao (women) ko free mai gas connection pradan kiya jaayega. Es yojana mai jo log 2011 ki jangadana mai Garibi rekha yaa BPL mai count kiye gaye hai unhe es yojana ka benifit milega. Es yojana ko detail mai batane jaa raha hu jaise Pradhan Mantri Ujjwala Yojana mai apply kaise kare. Pradhan Mantri Ujjwala Yojana ki list kaise dekhe ki aapka naam hai ki nahi. Ujjwala Yojana Video Source:-  Pradhan Mantri Ujjwala Yojana