Skip to main content

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana - Ujjwala Yojana mai Gas Connection Apply Kaise kare

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana Kya hai


Prime Minister Shri Narendra Modi ji ne Pradhan Mantri Ujjwala Yojana ki shuruaat ki hai jisme free mai Gas ke connection provide kiye jaa rahe hai.

  • Es yojana ke tahat 50000000  garib mahilao (women) ko free mai gas connection pradan kiya jaayega.
  • Es yojana mai jo log 2011 ki jangadana mai Garibi rekha yaa BPL mai count kiye gaye hai unhe es yojana ka benifit milega.
  • Es yojana ko detail mai batane jaa raha hu jaise Pradhan Mantri Ujjwala Yojana mai apply kaise kare. Pradhan Mantri Ujjwala Yojana ki list kaise dekhe ki aapka naam hai ki nahi.
Ujjwala Yojana Video

Comments